GaribRajye Ke Amir
Mantri Khanij se bharpur Garib rajye ke Jhrakhand ke Mantri
karorpati hai. Wah bhi sarkari suwidha
ka llabh prapt kar ke. Ak aaklan ke anusar Jharkhand ke
mantri sal bhar main karoro rupye
kharch karte hain .Samay Samay par mantri apni suwidha badhwanei ke liye kawayed
karte rahte hain .koi kisi se kam nahi rahna chahta hain. Apni sehat banane ke liye badminton
cort par 60 lac kharch karnr par perheja nahi hain . To koi sajawat par lakhoin rupye kharch
karta hain. Mantriyoin par sal bhar main jo kharch hotein hain wo is prakar hain.
Mantri Ka Vetan Bhatta
Vetan-10,500 rupye pratimah
Satkar bhatta-12,000 rupye
Shtriya bhatta-8,000
Chikitsa bhatta-3,000
Dainik bhatta-500=15,500 rupye masik
suwidhaeai
1)Ttin garhiyain (driver sahit) prati garhi prati tin mah 300liter tak
endhan par karch 31,500 rupye
2)Tin driver ka wetan - 9000 rupye
3))tin garhiyain par endhan ke mad main 75,000 pratimah
4)Ek sussajjit shandar aawas
5)Aawas par 1.50 lak ka farniture free
6)Hawai yatrayain
7)H.O.R train ke first class Ac main 6 yatriyoin ko yatra suwidha
8)Mahine main awsatan ek lak rupye
9)Teliphone ghar aor aawas anginat kols ki suwidha
10)10 hajar rupye masik awsatan
11)Mahnga mobile phone aor anginat phone ki suwidha
12)5 hajar rupye masik
13)16 jawano ka suraksha garad, kharch-wetan-bhatta 3 lak 20 hajar masik
prati jawan 10,000 T.A D.A
14)Sarkari kote se P.A 20.000 rupye masik
15)Routin kalark-ek 10.000 rupye
16)Caprasi-2-16.000rupye masik
17Staff-wahy kote se aapt sachiv 20.000 rupye masik
18)Aadeshpal -3- 24.000 rupye
Mantri apni aay par tax bhi sarkari khajane se dete hain.
Janta ki garhi kamai ka kitna sadupyog ya dupupyog ho raha hain yah ek uddahran
matra hain.